Talaq Ka Masla
Talaq Ka Masla
Talaq ka lafaz husan e zan par aisa hi qiyamat girata hay jis say is ki sari zindagi aik aisay dagh say jurr jati hay jis ka saaf hona is dunya e fani mein na mumkin hay. Dunya mein talaq ki barhti hui tadad ki bunyadi wajah rishto ka bagher tahqeeq kay kar dena, bay jorr rishtay chahay wo man bap ki marzi say kiye gaye hon ya aapas mein larka larki ki raza mandi say kiye hon aakhir mein talaq ki wajha bantay hein.
Rishto ki talash mein aik bat ko zarur mad e nazar rakhna chahiye kah in ki tareekh pedaish, sitaro ka milap aur burj ka in ki zindagi mein kia asar ho ga.
Agar sitaray burj aur mdo jazar kay utar charhao ko nazar andaz kar kay sirf rupay, paisay taluq ya shakal o surat ya rishtay dari ko samnay rakh kar bay jorr izdawaji rishto ko ikhtiyar kia jaye to yah akhir kar mian bivi kay darmiyan larai jhagray ya talaq ka bais bantay hein aur is ka asar dono khandano kay sath sath honay wali aulad ki zindagion mein bhi tahiyat piyost ho kar rah jata hay aur phir akhir kar kaha jata hay kah kaash meri shadi is say na hoti.
Is liye hamari ap say iltimas hay kah zindagion ko pur ronaq aur khushgawar bananay kay liye hamaray bazurg aur peer o murshid janab Shah sahab say istikhara karwa kar aur sitaro ki aanay wali zindagi par jo asrat muratab hotay hein in ko malhooz e khatir rakhtay huay apnay qimati waqat mein say kuch waqat nikal kar rabta karen takeh sari zandagi is bat ko na kostay rahein kah kaash mein is waqat kisi aalim e deen say apni zindagi mein aanay wali is azmaish ka koi hal nikalwa leta ya leti to aaj yah waqat na dekhna parta.