Black Magic Removal Expert

Black Magic Removal Expert

Black Magic Removal Expert

Black Magic Removal Expert Allah ta’allah Quran mai farmatay hain k job hi shakhs Mera zikr kary ga aur mujh sy madad talb kary ga Mai us ki hifazat karun ga. Kala jadu ka ilaaj sahi tor sy Quraan sy he ho sakta hai kyun k har bemari aur mushkil ka hal Quran mai ALLAH ny bayan kar diya hai. Is sab sy ye bat saaf tor par zahir ho jati hai k job hi ALLAH ka zikr karta hai aur us sy madad talb karta hai ALLAH us ki yaqeenan hifazat karta hai. Kala jadu ka ilaj quran se he mumkin ha. Beshak kala jadu ka tor roohani ilaj se he hota ha.


Lekin yahan ye bat qabil e ghor o fikr hai k ALLAH ka zikr kon sa karna chahiye jis ki waja sy ALLAH insane ki kala jadu sy hifazat kary ga. Us ki tarteeb bhi jan’na zarori hota hai.
Is k baad ye bat bhi qabil e ghor hai k sab azkaar mai sy kon sa zikr fouri tor par hal karta hai aur jald afaqa hota hai. Wo mandirja zail hain :

1.Manzil
2.Surah e yaseen
3.Surah e rehmaan
4.Surah e younus ayar 81-82
5.Ayat ul kursi
6.Bismillah
7.Kalaam sharif

Ye wo sab kalaam hain aur wazeefay jin ka zikr karny sy aur wird karny sy kala jadu ka ilaaj Quran sy kiya jata hai.Ye kala jadu ka ilaj foren is ke kaat kerta ha.
Ye nihayat he taqatwar aur rohani tor par mazboot aur pur asar wazaaif hain jin se kala jadu ka tor mumkin ha.is k liye bas ye baat ehem hai k zikr nihayat pabandi k sath bagher kisi naaghay k kiya jaye aur dil kary na kary zikr krna pary ga taadad ka bhi khas khayal rakhna zaroori hai. Is sab ka khayal rakhna bohat ziada ahem hai.

 

About admin

Check Also

Jald Shadi Hone ki Dua

Jald Shadi Hone ki Dua Jald Shadi Hone Ki Dua: Qarain aj ma jis topic …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *